Wednesday, January 5, 2011

मनोज: देसिल बयना - 62 : जिसकी आग तापे, उसी की होंठ दागे

मनोज: देसिल बयना - 62 : जिसकी आग तापे, उसी की होंठ दागे

Bahut badhiya laga , aaj ke es daur me, khub accha laga.

Kumod Choudhary
EX MP Candidate - Kolkata North
National President - Akhil Bhartiya Mithila Vikash Sena
State President - BANCHIT MUKTI MORCH W. BENGAL
National V. President - Goods Transport Road Workers Union
Email : kumodchoudhary@gmail.com
Mob : 09748532929

1 comment:

  1. in my view ” RESERVATION KOTA ” ko utha lena chahiye government ko. har jagah reservation kota thik nahi rahata hi. sab jagah reservation kota rahega to qyalified person kahi nahi rah pata hi. MUKHIA & SARPANCH & JILAPARISHAD & WARD MEMBER se reservation kota hata dena chahiy. Bihar ka governament ko.app ko malum ki nahi jo panchayat ka Mukhiya khane ke liye tarasta tha , wo reservation kota ke undera me aakar Mukhiya ban gaya aur 5 years ke under me karor pati ho gaya hi, aur koi nahi dekhane wala hi. khali din aur rat me liquar drink kar ke para rahata hi, yahi reservation kota me hota hi. uske upar koi v dekhane wala nahi aata hi yeh dasa hi darbhanga jile ke Tardih Block ke ek panchayat ka hal. BPL, Indira Awas, Lal Card,Pila Card ka paisa kha kar ward member & mukhiya log ais kar raha hi aur yadi koi v us chune hua prati nidhi se kahata hi to uske upar ye log rob jamate hi.Yahi hi reservation kota ka hall. aur padah likha murakh man ke dekhata rahata hi “BECAUSE THEY HAVE POWER”ELECTED” THROUGH PUBLIC . os pratinidhi ke upar RTI ke tahat Mamala (FIR) v darj kiya huaa hi es pe o P.S. se milkar mamala ko daba ke baitha huaa hi. Darbhanga Jile ke TARDIH BLOCK KA HAL YAHI hi. Tardih Block ke BDO sahab ji ko v ham complain Kar chuka hu ( BAIKA DADPATTI ) panchayat ke bare me lekin annsuna ho jata hi sab bat , to yahi hota hi reservation kota wala hal. Hum Bihar ke New government "RESPECTED HON'BLE CM SRI NITISH" ji se es blog ke jariye kahana chahata hu ki jara aap dhiyan dijiye hamare es comment ke upar . ye comment sochane ka bishaya hi. Ye mukhia vikash ke nam par vinash kar ke es panchyat ko rakh diya hi aur khhttp:// googleali sarab aur kabab ka halla macha rakha hua hi kiyoki reservation me MUKHIA chuna gaya hi. School master se mil kar Kisi ka v VOTER LIST se nam tak KATABA deta hi kiyoki use vote nahi diya tha. Indiara Vikash ke naam par sabo se 2000/- Rs. Le kar Inidira vikash me nam par paisa harap liya. Birdha Pensan ke nam par Sabo se paisa leta hi ...... iska nam hi jangal Kanun. aap log jarur soche es bat par . hum aasha karunga ki yah padhane wale es bat par jarur dhiyan denge aur gour karenge. ki kiya ho raha hi.



    Kumod Choudhary
    Ex Mp Candidate 2009
    State President – Banchit Mukti Morcha
    National President – Akhil Bhartiya Mithila Vikash Sena.

    National V. President - Goods Transpord Road Workers Union

    Email : kumodchoudhary@gmail.com
    Mob : 09748532929 / 09040196258

    ReplyDelete